Chaman Me Naghma Sarai K Baad Yaad Aaye Qafas K Dost Rihaai K Baad Yaad Aaye Wo Jin Ko Ham Teri Qurbat Me Bhool Bethe Thay Wo Log Teri Judai K Baad Yaad Aaye Wo Shair Yousuf-e-Kan'a'n Thay Jo Bech Diye Hamain Qalam Ki Kamaai K Baad Yaad Aaye Hareem-e-Naz K Kherat Bant'nay Walay Har Ek Dar Ki Gadaai K Baad Yaad Aaye Ham Itnay ß Gaye Guzray Nahi Thay Jaan-e-Faraz K Tujhko Saari Khudai K Baad Yaad Aaye . . . /
Tuesday, July 21, 2009
Aik bheegi hui see
Aik bheegi hui see rat milay
Us rat mein tera hath milay
Teray lab say tapkein jo boondein
Unhein meray labon ka sath milay
Kuch tum bhi behkay behkay say
Kuch mujhay nasha sa taari ho
Har pal mein chaye madhoshi
Aik aisi rat hamari ho
Phir tum aao meri banhon mein
Mein pyar karon tumhein jee bhar k
Tum mujh say thora sharmao
Sharma k galay say lag jao
Mein jitna tum ko pyar karon
Tum itna hee betab ho jao
Humein pyar k kuch lamhar milein
Aik bheegi hui see raat milay
CheHra roShan Ujala Ujala
CheHra roShan Ujala Ujala
AkhiyOn Main KajRa Kala Kala
Pairon Main Bajay Payal Payal
Galay Main Chalkay Mala Mala
Firaq Pah Nazm Pheeki Pheeki
TeraY Husn Peh Shair Ala Ala
Lams Ka Zaher Dhiray Dhiray
Tu Ishaq Ka Bunti Jala Jala
MuSkan LabooN Per Phaili Phaili
AiteRaf-e-IsHq Bala Bala
SaHeR Me Dobta Madham Madham
SaHiR Ka Dil Nirala Nirala